kab ka toot gaya hota jo tu mere liye jhagda na hota,
kab ka tu ban gaya hota,agar meri vajah se tera kuchh bigda na hota,
meri vajah se aaj tu aisi haalaat me jita hai,
apni zindagi ko daav par laga jo tune mujhe banaya na hota,
tu mrera hai kaise main tujhe samjhaun,
main jo bhi hun tera hi hissa hun,
tujhse jo bhi gushtakhi ki us par sharminda hun,
mere aansu bhi ab tere gum nahi dho sakte,
kya karun samajh me nahi aata,
main nahi hota to shayad sab achha hota,
tu bhi khush hota,aur yun tadpata na hota,
main tere rag rag ki baat samajh sakta hun mere bhai,
sab achha hota agar main paida na hota,
rab se mera isliye hi jhagda hai,
kyo main hasta hun aur tu tadpata hai,
kash kuchh aisa hota ki main rota teri jagah par tu rota na hota,

कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें