aaj chhat ki khuli hawa v bahut bhati hai,
mera gaanv,meri zamin bahut yaad aati hai,
dhuwe k gubaar aur dhool se sane is shahar me,
chhat ki ek chhoti khuli jagah v dil me jagah banati hai,
log kyo bheed ki taraf daudte hain,apna vajood goom karne,
maine v apna vajood khoya hai,
khatakti un aankho ki nami khoyi hai,
apna gaanv apna shahar khoya hai,
mujhe v apne vajood se pyar tha jo ab raha nahi,
ek sunsan akelepan me kho gaya hai,
jaha tum v nahi ho ho maa,na papa hain,
jinki daant kal tak kadwi lagti thi,
aaj vahi jhagde vahi nok jhok aapki yaad dilati hai,
main v ab wapas ana chahta,
par tumne nahi maine khud sare raste band kar liye hain,
ab main wapas aana chahta hun maa,tumhari daant sunne,
tumhari goad me sone,mujhe nahi raha jata maa,
ab har ghadi mujhe vo sari baaten bahut rulati hain,
mujhe bula lo na,ek baar pyar se betaa kah do,
fir main aur aage badhunga,tumhe yaad karke,
tumhari daant sun kar ke,
aaj yaad mujhe bahut batati hai,
tumhari yaad aati hai.........

कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें