yad nahi kab chalne laga main,
yad nahi kab ruk gaya,
kab tere aanchal se chhuta hun maa,
mujhe yaad nahi,
kabhi tujhe rulaya bhi agar,
to khud bhi roya hun ma,
kab tujhe hasaya magar
mujhe yaad nahi,
roj late se ghar aata hun jab,
tera phone kar ke puchhna khana khaya ya nahi,
kabhi tere najdik hone se hi achha sa lagta hai,
kab bura lagta hai
ye mujhe yaad nahi....
love you maa....
yad nahi kab ruk gaya,
kab tere aanchal se chhuta hun maa,
mujhe yaad nahi,
kabhi tujhe rulaya bhi agar,
to khud bhi roya hun ma,
kab tujhe hasaya magar
mujhe yaad nahi,
roj late se ghar aata hun jab,
tera phone kar ke puchhna khana khaya ya nahi,
kabhi tere najdik hone se hi achha sa lagta hai,
kab bura lagta hai
ye mujhe yaad nahi....
love you maa....
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें