शनिवार, फ़रवरी 05, 2011

tere liye.....

apni tanhaiyo me chaha tujhe is kadar badastur....
kabhi aasun kabhi hasi kabhi tera guroor...
main tanha hi jeeta raha apne khwabo me...
ye tera zikra nahi tha ye tha meri yado ka kasoor....
kabhi tune mere itne najdeek aa kar tha kaha..
main teri hun aur kuchh bhi nahi hai tere siva...
maine apne gamo ko apne daaman me is kadar rakhunga ....
tera gar zikra bhi ho to aasun na sang rakhunga...
mera daaman tere hatho se fisla ya tune chhoda....
main kuchh kah bhi agar sakta par ab na kahunga...
mere garam sanso ki garmi rang layegi....
main zeeta rahun ya maru yahi mujhko jalayegi....
tu apni khushiyo ka na baat bhi paye to....
main khush hi rahunga aur tu khushiya meri zindagi me kabhi to le kar ke aayegi...
main kitna bhi samajhau khud ko in sab baato se....
sach kahta hun k teri yaad mujhe har pal rulayegi...har pal teri yaad mujhe aayegi.....

कोई टिप्पणी नहीं:

प्रश्न

प्रश्न कौन सा भाव समर्पण का ह्रदय में भर लाये हो ? इतने पाषाणों को वहां कर कर-कमलों में आये हो, क्या विवेक की बातें करूँ और क्या सौहार्...